in dosti ki rahoon main

in dosti ki rahoon main
in dosti k rahoon main dhoka na dena"faraz"

mera yakeen tujh pe aisa hai jesa zindagi ka mout par.
  

May, 03 2010     102 chars (1 sms)     2368 views       Faraz

more Faraz SMS Messages




Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
FARAZ
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain



Peeenay Ku Tu Pee Jaoo Zeher Bhee Faraz


Per Shert Yeh Hy Kay Woh Bahoon Main Sambhalay Mujh Ku.....

Uss Se Milte Hee Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko
FARAZ
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga
jis kashti k mokaddar me ho doob jana FARAZ,

Tofan se bach b nikle to kinare rooth jate hain.
Dekha Tujhe To Rooh Khush Ho Gayi
Ek Kami Thi Woh Bhi Poori Ho Gayi
Pagal Hain Woh Log Jo Kehte Hain Ki
Chimpanzee Ki Aakhri Nasal Khatam Ho Gayi
rat bhar mujhe is bat ne soneyt na deya faraz

zindage 4 din ki hy

@/('.')

@ )(
Bari Mushkil Se Apni Jaan Bacha Kar
Aaya Hon in Police Walon Se Keh K

.
.
.
.
.

My Name is FARAZ

And

I am Not a Tullay Baaz. :-)


Mera us sheher-e-adaawat mein Basera hai Faraz..
.
Jahaan Log sajdon mein bhi Lagon ka Bura chahtay hain.


ungliya aj b ese soch me gum ha Faraz

us ne kese naye hath ko thama hoga!!!!!!!
Kon karta hy wafaon k taqazy Tum sy faraz,


Hum to ik jhooti tasalli k talabgar hain bus...


Rooth jane ki ada hum ko bhi Aati hai "Faraz"

Kaash hota koi hum ko bhi manane wala..!
Dill Ossay Roohh Say Panay Ka Talabgaar Hy Warnaa


Jissm Biktayy Hain Yahaa Chandd Damooo Main...(*_*)