Sardar Apnay 16 Bachon Aur BV K Sath Dost K Ghar Dawat Pay Gya. Dost Ne Itni Bri Family Dekh K Ghusay Mn Kaha: Haya ty Nhi Ayi? Sardar: Nai yar, Ohda Paper C.
Husband aur Wife Hotel
me gaye tabhi 1 Lady ne Hello kiya,
Wife nay pocha,”Koun Thi Wo?”
Husband:-Tum dimagh kharab mat karo,
main pehle hi pareshan hun k woh bhi Yehi pochay gi.
Pathan Dozhk Se Nkla
Chupke Se Jannat Me
Ghuss Gya
Farishte Ne Pakar K
Bhtt Mara
Pathan Bola: Mt Maro
Hum Janati Hy, Dozhk
Me Srf Gul Khan Ko
Naswar Dene Gya Tha ;->