''1 Pathan apna rishta dekhnay gaya
ghr walo ne kaha dono ko akela chor do
Pathan girl se: Baji ap log kitnay bahan bhai hen
Larki gusy se pahly 5 thy ab 6 hein.''
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.