Boy To His Friend:

Boy To His Friend:
Boy To His Friend:
Yaar Main Apni Girl Friend Ko Birthday Kya Gift Doon?
Friend:
Kaisi Dikhti Hai?
Boy:
Bohat Khubsurat

Friend:
Aisa Karoo Oss Ko Mera Mobile Number Dey Doo...
  

May, 18 2010     185 chars (2 sms)     2784 views       Funny

more Funny SMS Messages

''Yar Paisy kab do gay mery

Sendar+923343004071

































Ye msg sb doston ko snd kro
90% pagal pura msg parhe baghair he rply ka''


Pathan Road Accident K Bad Bola
Hum Sedha Jata Tha
Road Bhi Sedha Jata Tha
Hum Seadha Chalta Geya

Road Yakdam Mur Gya

Samne Aik Darkht Ata Tha Ham Darkht Ki Taraf Jata Tha Darkht Hmari Tarf Ata Tha

Humne Break Mara

Darkht Nahin Ruka
Osne Aakar Gari Ko Takr Mara
Ye Khanzeer Darkht Ka Chalan Kro
ek aadmi hospital main admit hota hai us ka bhai us se milne aata hai
to ek khobsorat si nurse aati hai who us ko side per le ja ker puchta
hai ke is ke baren main kya khayal hai koi umeed hai ya nahi to nurse
kehti hai ke mera aur us ka mizag bilkul nahi milta who to meri taraf
dekhta bhi nahi har waqt allah allah karta rehta hai
May our friendship turn into silver

silver into Gold...

Gold into diamonds...

And

May our diamonds be forever....

then we will sell it OK?

fifty-fifty ;->
Na Mujhe Kisi Ka DIL Chahiye


Na Mujhe Kisi DARD Ki Talash Hai


Mere Phone Ko Jo Apna Samajh Kar BALANCE Dalwaye

Muje To Us dost Ki Talash Hai..
Ek Scientific Shair Mulahiza Kijiye




Pankha Chalda Te Hawa Denda Hy



Wah Kia Baat Hai




Pankha Chalda Te Hawa Denda Hy





Nahi Chalda Te Nahi Denda Hy . . . ;->
agar app Pakistan k Prime Minister ban jayein to pata hai kya hoga,


1- App k daur mein Pakistan ka Naam Kanjoosstan
2- Sirf Imdad aaye ghee
3- fauj India sey Hathyar ley kar Istimal karey ghee
4- Milkman dhood mein pani naheen Pani mein dhood milayein ghey
5- aakhir mein aap kee ankh khul jaye ghee aur khwab toot jayein ghey
Judge : Tum Teesri Adalat Main Aa Rahe Ho tumhain Sharam Nahi Aati ???

Pathan : Kocha , Tum Roz Aata Hy ,

Tum Ko Aati Hy Kia ??? ;->
143 means?
Do u want to know
what it means?
Press Down..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
It means
ONE HUNDRED AND FORTY THREE.
Tomorrow I will teach u 144.
One Lady Delivered Twins, Surprisingly One Is Boy & Other Is Dog
How Is It Possible
Her Hubby Is A Vodafone User
Wherever He Goes His Network Follows =P ;)
''A mathmatical question!

36 + 30 + 38 =???


Ans?


104



no yar

once again

36 + 30 + 38 = Bhabi



confused???


Yar apni Sania bhabi. :-)}
If U Are

Ever In Doubt

As To Wether or Not

To Kiss A Pretty Girl . . .

Alwayz Give Her

The Benifit Of The Doubt