ab to aankhion main

ab to aankhion main
ab to aankhion main simati nahi koi surat faraz,


kash mainy usay ghor se na dekha hota ....
  

May, 03 2010     97 chars (1 sms)     2318 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

wo tu kehta tha k usse bohat si duaen yaad hain...

faraz

kiya bichhar kr phir phir se milne ki dua,usse yaad nahi,
Teri Gali Main Hum ne Aana Chor diya Hai


FARAZZZ



Wahan to Nokia 3310 bhi Cheen Letay Hain :-)
wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.

use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..
ajab hai

"RASAM-E-ULFAT" ay

"FARAZ"

dil hamara hai magar
"IKHTIAR"
kisi aur ka hai...
Mohbat apni bi aser rukhti hai
“FARAZ”
Bohat yaad aiyan gay zara bhool
kar to dekho.


Hoti Hay Baree Zalim Yaktarfa Mohabbat Bhe FARAZZ

Woh Yaad Tu Aatay Hain , Par Yaad Nai Kartay.....
Mare MaRNay ka £laan howa to us na b keh diya

¤"Faraz"¤

Acha howa mar gaya!

Aksar udas rahta tha . . . . . . . . . . ! ! !
Ishq kay samandar may tou hum bhi doob jaen
FARAZ.....!








Shart ye hai kay Titanic wali lrki sath ho....!

!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!
"BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla
Faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein


AesY Badla hon TerY Shehr ka Paani pi kr,
FARAZ
jhoot Bolon to nadaamat nhi hoti mujh ko.
pichly baras tha khoof tujhe kho na doon kahin

ab k baras ye dua hai tera samna na ho