tu apni muhabat ka

tu apni muhabat ka
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.
  

May, 03 2010     95 chars (1 sms)     2720 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

mere mayar ko samhjne k liye bus itna he kafi ha...




"faraz"



ma uska hargez nahi hota jo har kese ka hojaye....


Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz....

Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha...
teray darshan ko aa jatay hain teri galion main "faraz"

warna sara shehar baqi hai faqat awargi k liye
sirf ausy aitna keh dena faraz.

me us k baghair tanha nahi...
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.



parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai"faraz".

be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.
"guzar gaya woh waqat jab talbgaar thy tery hum

"faraz"

ab''KAABA''bhi ban jao to sajda na karen...



Hussan walon ko kiya zarorat hai sanwarney ki FaRaZ...?

Wo to sadgi main bhi Qiyamat ki adda rakhtey hain..!!!
Faqat is liye hum ne Mehfilon main jana choor diya hia Faraz..

K koi Poch he na ley "Aap ka Result kab aa raha hai"??

Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga
FARAZZ
Mosam Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana


be wajah nahi rulata ishq mein koi "faraz"

jisay khud se barh k chaho wo milta zaror hai.


Theek Likha Tha Mere Haath Ki Lakeeron mein
FARAZ
Tu Agar Pyar Kere Ga To Bikher Jaye Ga