Light the Cigar With the Heat Of Liver ..Their is Alot of Fire in Liver .. Nahi Samjhay????? Lo Urdu main Parho … Biri Jalayele Jigar se Piyaa .. Jigar maa bari Aag hai..
“SUB KO SEND KREN PLZ” @ Gujrat k sath 1 elaaqa jiska name “Lala Mussa” hy. Wahan 1 insaan Paida huwa hai jo andy deta hai.. (Astaghfirullah) . . . . . . . . . Wo b 100 Rupy Darjan… =D
Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.