Tere golden face ki beauty ne,
mere komal heart pe attack kiya,
sabko reject kiya tumko select kiya,
request hai tumse,
ise refuse na karna,
dosti ke is bulb ko kabhi fuse na karna.
4 Log badnaseeb hain.>
(1)who jo Maa Baap ki qadar na kare .
(2)who jo ustad ki qadar na kare
(3)who jo waqt ki qadar na kare
(4)who jo mere SMS ki qadar na kare,