Gum me jine ka maza aata hai, Garibo k dar pe bhi khuda aata hai,Ek hum hai k har roz SMS karte hai,ek tumhara SMS jaise..4 saal baad WORLD CUP aata hai!.
Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..