Seen oN A Famous Beauty

Seen oN A Famous Beauty
Seen oN A Famous Beauty Parlor iN Karachi :

Don''t Whistle aT The Girl Going ouT From Here . . .

She May B Your GrandMother . . . ;-> . . . :p
  

May, 19 2010     151 chars (1 sms)     2965 views       Funny

more Funny SMS Messages

Khuda Se COMPUTER Manga

LAPTOP Dya


CYCLE Mangi

CAR Di



HUT Manga

BANGLA Dya



DOST Manga

TUM Ko Dya




Ae Mere Khuda Tu Ne Is Baar Aisa
Kyun Kia . . . ? ;->
Kanjoos k ghar Mehmaan aaey huay thy:

Kanjoos: Thanda peo ge ya Garam?
Mehman: Thanda.

Kanjoos: Rooh Afza ya Pepsi?
Mehmaan: Pepsi

Kanjoos: Bottle mein peo gay ya glass me?
Mehmaan: Glass me.

Kanjoos: Saada glass ma ya design wala?
Mehmaan: Design wala.

Kanjoos: Lines wala ya flowers wala.
Mehman: Flowers wala.

Kanjoos: Gulaab wala ya chambeli wala.
Mehman: Chambeli wala.

Kanjoos: Sorry Yaar! Hamaray ghar me aisa glass nahi hay.


HUSBAND and WIFE are like 2 tyres of a vehicle

If 1 punctures, the vehicle can’t move further

M0ral:
always Keep a SPARE TYRE….
Ek Sindhi Aur Pathan ka Interview Tha:

Sindhi se:

Q: Taleem
A: B.A

Q: Pakistan kab bana?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.

Q: Pakistan ka PM kon hai?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain.


Pathan ye sub sun raha tha usne teeno ans yaad ker liye.


Pathan se:

Q: Naam?
A: B.A

Q: Kab Paida huwe?
A: Koshish pehle se jari thi per 1947 mai.

Q: Baap ka Naam?
A: Boht aye gaye hain lekin ab Geelani Sahab hain
Behind Every
Successful Man
There Is A WOMAN...
.
.
.
.
.
.
.
.
So, Dont Try N Waste Time

To Gain SUCCESS

Just Find A WOMAN..
Sub se slow baat karne ka guines world record kiske pas hy..?



Socho.









Or socho.






Ni pta.?.




"ALTAF BHAI."

1 min mei sirf 3 word bolta hy ;->
Teacher -
Agar tumhara dost or girlfriend,
kashti me doob rahe ho to tum kise
bachaoge..? .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student – Marne do dono ko.!
.
.
.
.
. Teacher- kyu.?
.
.
.
.
.
.
?
Student- Saale dono 1 sath 1 kasti mein
kar kya rhe the
''Mujhe apki 10 aadatien boht achi lagti hain....

1. Ap khubsurat aur nek dil insan hain,

2.

3.

4.

5.

6.

7.

8.

9.

10.




BaaQi mazaq kal krenge...''
1 Chor K Bachay Ne Fridge Se
Cake Chori Kr K Khaya To
Chor Ne Apnay Betay Ko Buhat Maara,

Cake Chori Krnay Per Nahi,
Unglioon K Nishaan Chornay Per
Anewala Kal Tumhara Hai..
TumharaTha..
Tumhara Hi Rhega..
Us pr Tumhara Hi Haq hai..
SochoKyon?
.
.
.
Kyuki kal 1st APRIL Hai..
HAPPY FOOLs DAY
A

SHORT

LOVE STORY :

Somebody Proposed U

U

Said

"not interested"

And in this way

Somebody

Lived a

Happy life forever.

ha ha ha
''2 Lahori larkey mar gaye

Naik thay to janat ma chaley gaye

But
Unhon ne janat ma bari kutt khai!

Pata ha kiyo?


Janat ma Farishto ko kehty hain
"Yaar jannat to achi hy Sb kch hy 70 hurain b hn,

Pr:
Lahore Lahore ey.. :)''