''Pani me tairna machli ka style
Hawa me udna "POPAT" ka style
Different sms bhejna,phone karna humara style
Fukat ka sms padna,phone sun-na Aapka style..''
Khaufnaak Andheri raat ke sannatay mey aik Bhoot dosray ko samjha raha tha:
Bhai,ghabra mat ye sab teray dimag ka waham hai, PATHAN-WATHAN khuch nahi hotay