gum mein jeene me maza aata hai.
gareebo ke ghar bhi khudaa jata hai..
1 hum hai barish ki tarah sms karte hai
1 aapka sms sarkari nal k pani ki tarah aata hai
Phela parrot Rs 5000 ka hay kiyon ke ye computer janta hay, doosra Rs 10000 ka kiyon ke ye computer aur driving dono janta hay Aur ye teesra Rs 700000 ka hay.
Man: Teesra kia karta hay jo itna expensive hay?
Shopkeeper: Mein ne iss ko kutch kartay nahin dekha lekin pehlay do iss ko BOSS kehtay hain.