Aik pathan aurat bank check cash karany gai. clerk: yahan sign karo aurat: kesay? Clerk: jesay khat k akhir main likhti ho! Aurat ny likha: " Twade kaky di maa"
Ak pathan Techer class ma prha rha tha to ak bachey ki jaheb ma NASWAAR nazer agye Teacher ne gussey se Kha Yeh kya h Bachey na kha yeh naswaar h ma abo k lye lee kar jaa rha to daer hu gye to ma ne kha school Agyo Techer ne kya kuch nye huta PAA SAWEE TAH MAAZA AWEE Chlo khair h ma b daal leeta hu
Ek Pathan Ne Kisi Ko Phone Kia.. Wahan Se Jawab Aaya.. "The Number U''ve Dialed Is not Responding At The Moment"
Pathan Bola: Koi Baat Nahi Baaji, Usko Bolna Hum Baad Main Phon Kare Ga.... ;->
EK Pathan Ofice K 25th Flor Pe Tha
Ek Aadmi Bola : “Dolat Khan Tumhari Beti Ghar Se Bhaag Gayi Hai. . . “
Ye Sunte Hii Usne 25th Floor Se Jump Laga Di
Girte Huey 15th FLor Pe Usay Yaad Aaya Us Ki Koi Beti Nahi Hy
10th Flor Pe Yaad Aaya K Uski SHaadi Nahi Hui
Aur 1st Floor Pe Yaad Aaya K Us Ka Naam DOlat Khaan Nahi Hai . . . ;->