Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.
Ek taaza kalaam aaya hai...
Arz kia hai...
Jis ko ho sir azeez...
Woh hum se hat ker chaley...
Hum sir phiron ke saath...
Koi sir phira chaley...
Wah wah :-"
Humari Dosti Tab Khatam Ho Gi
Jab 1 Gunga Phone Karega
1 Behri Ko Batane K Liye K
1 Andhe Ne Dekha
1 Langre Ko Daurty Huey
1 Ganje K Peeche Us K Baal Kaatne K Liye ;->