importance of percentage

importance of percentage


IMPORTANCE OF PERCENTAGE

BOY-tumhare 12th me kitney percentage the?
GIRL-97%

BOY-Baap re
Itney me to kisi gareeb k 2 bacche pass ho jate
  

May, 05 2010     151 chars (1 sms)     2300 views       Funny

more Funny SMS Messages



Teacher! Btaen KHUSH FEHMI Kia H0ti Hy?
Student! Sir Piche Dekhen Miss Apko Bula Rhi Hy.
Sir Ne Dekha To K0i Nhn Tha.
Student: Sir YEHI CHEZ Khush Fehmi Hy =P ;->
Wife: Darling ! When Was The Last Time Our Son Wrote To Us ... ?

Husband: Just A Minute Sweetheart ! I''ll See The Cheque-Book ... (-;
Wesy to Amir khan ki har
movie men koi lesson hota hai,


Lakin 3 idiots men us ny
dunya ko aik new bat batayi..,

"ENGINEERS B DELIVRY KAR SAKTY HAIN" :-)
Raheel :
Awaaz Sunai Deti Hai, Aadmi Nahi Dikhta.

Dr:
Aaisa Kab Hota Hai?

Raheel :
Phone Karte Waqt
"U-fone" Pesh Krta Hy
12 Aaney Package
Apne Un "Jazz"
Safeen k Liye Jinho''n
Ny 1st October 2008 Sy
Apni "Telenor" Sim
Istimal Nahi Ki,
Foran "Warid" Ka 100 Rs
Wala Recharge Kro
Aur Sab Keh Do ...

Mazeed Tafsilat K
Liye Apne
"Ptcl" Sy Dial Kare''n
0900 78601

Telefun Telefun ;->
Frz karo
Pervez Musharaf
Shukat Aziz
Altaf Husain
Benazir
Nwaz Sharif
1 kishti me sawar ho Or kashti doob jaeTo kon bache ga?

GUESS
?
?
?
?
?
?
PAKISTAN
Doctor: Jab Ap Ko Pata Tha K Chipkali Ap K Mu Me Ghus Rhi Hy To Ap Chup Q Thy?
Sardar: Pehle Cockroch Gya Tha To Muje Laga K Chipkali Usy Pakar Legi.. ;-)


larki khoobsurat kutte k sath ja rahi thi
k Larke ne dekh ker kaha aap dono behn bhai hain
larki-// ap ko hm dono main se kon pasand hai
Larka-// yaqeenan tm
larki-// to phir is k liye apni behn le aao
hamare yahan watta satta chalta hai...=P;->:-P
Hum Fizaon K Badalne Ka Intizaar Nahi Kerte

Aandhiyon K Rukne Ka Intizar Nahi Kerte

Yaad Aati Hai Tou Sms Ker Dete Hain

Hum Kanjuuso''n K Sms Ka Intizar Nahi Kerte
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi,

Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi,


Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho

To Kya Hua Darling...Kunware Hum Bhi Nahin!
___/_DON_\___
[_(@)______(@)



DON Ki Car Se Cheeni Nikaalna,
Mushkil He Nahi Namumkin Bhi Hai.


Kyon?


Kyon K

Don Khud Ek Pao Cheeni Le Kar Ja Raha Hai. :-)


Aik Bachey Ne Zardari Se Kha
Janab 14 Mahine Ho Gay Humare
School Main Teacher Nahin Aya.

Zardari To School Kaise Chal Raha Hai,
Bacha Jaise Mulk Chal Raha Hai