Bhagwan Duniya par BEER peene aya.

Bhagwan Duniya par BEER peene aya.
Bhagwan Duniya par BEER peene aya. 12 bottles pine ke baad Sardar ne Pocha " aap ko Charhti Kyu Nahi?
Bahgwaan: Main Baghwaan hon.
Sardar: Charh Gai hai salay Ko.
  

May, 22 2010     164 chars (2 sms)     2268 views       Funny

more Funny SMS Messages

Zardari :

Jb Me Paida Hua Tha To Pooray Gaon Walo ne 2 Ghantay Zabardast Firing ki Thee…

Pathan:

Lanat Hai ! Kisi Bhi Begherat Ka Nishana theek Nai Laga.!.
Q:Why did the statue of liberty have to be a woman?












,coz
The head had to be hollow to make a restaurant in it. . . ;->
dil k arman ansoun mein beh gaye,




aur kya pani mein behney they
Masjid ki deewar pe lekha tha ager ap Gunnah se tang aa gaye hain tu Andar a jaye.
Is ke neachay lipstick se lekha tha .. ager nahi tu samnay wale ghar main aa jaye
Punjab Coventon ki kamyaabi k baad MQM k leaders k naye naam:

Choudry Haider Abbas Rizvi

Faisal Butt Subzwari

Rauf Gujjar Siddiqui

Mian Farooq Sattar

Shaikh Waseem Akhtar

Rana Babar Gouri

Syed Mustafa Kamal Gillani . . . ;->
A man in USA sees a dog abt 2 bite a lady.He kicks d dog 2 death
A reporter wrote: USA CITIZEN SAVES LADY FRM DOG
The man says Am not USA citizen.
So report changd: FOREIGN HERO SAVES LADY FRM DOG.
The man says actualy,am frm Pakistan.
Next day"s headlines: TERRORIST ATTACKS LOCAL DOG !!
Husband Wife Main Larai Ho Gayi

Husband Ghar Se Chala Gya
Raat Ko Phone Pr Biwi Se Poocha : Khaane Main Kia Hai ?
Wife : ZEHER
Husband : Oki Tum Kha K So Jana Main Deer Se Aaonga ;->
Mein teri aankh se o jhal ho jaonga,

Dur bohat fizaon mein kho jaonga,

Meri yadon se lipat kar roye ga tu buhat,

Jab mein tujh se udhar lekar farar ho jaonga.->
''Na jane kab TAaRAY toot jayen


na jane kab AANSU ANKH se choot jayen



kuch pal HUMARAY sath bhi HANSS lo



najane kab TUMHARE DAANT toot jaen.''
ALLAMA IQBAL ne Qayam-e-Pakistan k baray Mai 23 March Ko Minto park mai Quaid-e-Azam k Sath Kharay Ho Ker Fatima se Farmaya , AJ KALA JORA PAA SADI FARMAYSH TE
Shiekh ka beta girl friend k saath ghoom phir k ghar aya to baap ne pocha kitne paise kharch kiye.
Beta: 50 rupay
Baap: Itne ziada
Beta: Us k pass itne hi thay
Is msg ko aagay frwrd zarur kare''n
Kya pata aap ki waja se kisi ka bhala ho jaye...

"Jin larkiyo''n ko is Eid pe date marney k liye ya apni frndz ko jalaney k liye boyfriend ki zarurat ho tou wo is # pe contact kare''n..."

0321*6307893

Number change kr k Be-gairati mat dikhaiye ga =P ;)