1 Billi 1 Sheikh K Ghar Se Roti Hoi Nikli.
Kisi Ne Billi Se Ronay Ki Wajah Poochi,
Billi Ne Jawab Diya
"Ik Tey Menu Marya Utton Mera Choowa V Kho Laya..." ;->
Pathan Dozhk Se Nkla
Chupke Se Jannat Me
Ghuss Gya
Farishte Ne Pakar K
Bhtt Mara
Pathan Bola: Mt Maro
Hum Janati Hy, Dozhk
Me Srf Gul Khan Ko
Naswar Dene Gya Tha ;->
''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''