patna kahan par hai?

patna kahan par hai?

Ragging ke waqt larko ne 1 larki se kaha,1 sawal ka jawab do:

Patna kahan par hai?

Larki-India mein

Boys-yahin pat jao itni dur jaane ki kiya zarurat hai..!
  

May, 05 2010     168 chars (2 sms)     2374 views       Funny

more Funny SMS Messages

TEACHER:
Us ne KHUDKUSHI kar li.
Usey KHUDKUSHI karni pari.
Dono main fark batao.

STUDENT:
Pehla Parha Likha Berozgar Tha,

Dosra SHADI-SHUDA tha....
3 bacho ki ma ne 3 bacho k baap se shadi karli,

hasti khelti jindgi ki barbadi karli.

Din ache ho gaye 3 aur bache ho gaye,

ek din office ki ghanti khadki.

Aage se patni bhadki,

"aap vaha bethe kalam ghasit rahe hain

aur yahan aap k bache aur mere bache milke

hamare bacho ko peet rahe hain!"
Election Fever. . .


1 Janaza Ja Raha Tha Bohat Se Log Sath Ja Rahe Thay

1 Pathan B Janaze K Sath Mil Gaya

Kisi Ne Kaha
“Kalma-e-Shahadat”

Pathan Bola: ZINDABAAD. . . ;->
Boy: Muj se Shadi karo gi?
Girl: Nahi Boy: Q Nahi?
Girl: Ghar Wale Nahi Many gy!
Boy: Ghar me Kon Kon hy?
Girl: 1 Husband or 4 Bache.
Boy. Thek ha baji..:p:p
From Where Would A Lizard Gets Its Tail When It Breaks ??



















From The Re-Tail shop .. lolzz :-D
Kal 125 logo ko
bewakoof banaya.
Kaise?






niche dekho..













Bas,
Aise hi..
Ha...Ha...
Ab 126 HOGAYE.....;->


Fat man: Dr. Main patla hona chahta hun

Dr.: tm rotiyan kitni khate ho?

Man: 12

Dr.: aj se tm 4 roti khao ge.

Man: in ko bad me khana hai k pehle :-)
What''s The Difference Between P|easur & Torture.................?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
P|easure Is Thinking Of U
&
Torture Is Thinking Of U Too MucH.......... :p


Congratulation!

Amir Khan Ne apni Film
K Second part k liay
ap ko Chun lia hai
Jiss Mai ap ka
Bohat Main Role Hai
Film Ka Name hai

Bayghairut zameen per
Chalo Faraz ab ishq ka mza chakain

Tmam dawain bacho ki pohnch sy dur rakhen

Faraz kya milan ki ab justuju karen

Tbiat zyada khrab hoto doctor sy ruju karen.


Best error message of the century.....!!!!

An error shown by a computer:
No keyboard connected!!
Press F1 to continue... ;->
Meaning Of A B C D E F G

A Boy Can Do Everything For Girl

While Reverse The Letters

G F E D C B A

Girls Forget Everything Done Catch Bakra Again. . . ;->