Bejaan phool ko khushbu dena koi aapse seekhe
Roothe howe ko hasana koi aapse seekhe
Dost banana to har koi janta hai
Dost ko choona lagana koi aapse seekhe... ;->
Newton ne apple niche girte dekha or gravity ki khoj ki
Koi ya puchey k 25 saal sa potty karta tha
to wo kya upar jati thi Saaley hamain bevakuf banatey hain
Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
Once Lalu and Mallika went hunting. Jab woh apne tent mei soye thei, Lalu ne dekhaa ek SHER unke taraf aa rahaa hai.. What did Lalu tell Mallika ?
.
.
.
.
.
Bhago Mallika SHER A WAT hai....