Hum Se MaIyat Par TerI Aaya Na Gaya
KalIyon Ka Haar TumharI Kabr Par BIchaya Na Gaya
Hum Toh Khud TumharI Kabr Ke Sath The
IslIye Hum Se Apna Chehra Tumhe DIkhaya Na Gaya
Ishq Ko Bohat Badnaam LIkha
Waqt Ko Humne Ghulam LIkha
RaIt Pe Tera Naam LIkH Ker
ApnI Mohabbat Ka Anjam LIkha
Neno MeIn AIk Deep Jala Ker
Isko ChIrag-E-Benaam LIkha
Iss Nazam Ka MeIn ne APnI Unwan Gham KI Sham LIkha
MeIn Ne Tujhe Chaha Kya MerI YehI Khata HaI MerI Chahat KI KIa YehI Saza HaI Ek Lamhe MeIn Badal DalI NIgahaIn Tumne
Bas ItnI SI Mohabat TerIItnI SI Wafa HaI
Wo K Her Eahd-E-Wafa Se Mukarta Jaye
DIl WO ZalIm K UsI Shaks Pe Merta Jaye
Mere Pehlu MeIn Wo Aye To B Khushbu KI Tarah
MeIn Usey JItna Sameton Wo BIkherta Jaye
NahI Mujh Ko Bulao Tum
TumhaIn GhaIron Ka Hona HaI Mujeh AB Bhool Jao
Mere Her SMS Ko Perh Ke
Ab KhushI Mehsoos Mat Kerna
AbhI Unko Uraoo
TumhaIn GhaIron Ka Hona HaI YehI To AkhrI Shab HaI Ke KIsmat MeIn BIcherna HaI Zara Sa Muskurao
TumhaIn GhaIron Ka Hona HaI Mujhse Thay Jo RIshte Bhool jao
TumhaIn GhaIron Ka Hona HaI
Bad mudat usay dekha logo
Wo zara bhI nahI badla logo
Kush na tha muj say bIchar kar wo bhI Uss k chehray pey lIkha tha logo
UskI ankheIn bhI kahay detI haIn
Raat bhar woh bhI nahI soya logo
AjnabI bun k jo guzra haI abhI Tha kIsI waqt woh apna logo
Dost to khaIr kon kIska hIa
Uss ney dushman bhI na samjha logo
Raat wo dard meray dIl meIn utha
Subho tak chaIn na aya logo
PIyas sehraon kI phIr tez huI Abhr phIr toot k barsa logo
Ik raat khuwab meIn meIn nay
Chand say poocha chupkay se
Aaj mujhay ek baat batao
Apnay dIl ka haal sunao
Kya haI koI aIsa
Jo tumko acha lagta ho
DIl k pas jo basta ho
Chand ne tera naam lIa
MeIn ne dIl ko thaam lIa
Jab se dekha haI yeh sapna
Tab say chand raqeeb haI apna