I SMS Messages26216 messages

Pyaar ne apna hunar dIkhaya bhI bahut,
ja-ja ke humne unhe manaya bhI bahut,
sach pucho to pyaara bhI bahut lagta haI wo shaqs,
jIs ne dIl dukhaya haI bahut..
jab wo saamne aate haI,
saanse ruk sI jatI haI,
dIl me kuch-kuch hota haI,
jab wo mand-mand muskuraate haI..
Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta HaI

TerI NIsbat Se Ye Chaand Acha Lagta HaI

Log Kehte Hyn TerI DostI MaIn Pagal Mujh Ko

Aur Mujhe Ye Ilzaam Acha Lagta HaI
Ab k Kerna Tou KIsI AIse Se Chahat Kerna

K JIs Ko Aata NahI Ho ShIkwa ShIkayat Kerna

TerI Kam-GoI K Charchey Thay Zamane Bhar maIn

KIs Se Seekha HaI Tum Ne ye Baato''n kI Wazahat Kerna

Pehle Khusbhu K MIzajo''n Ko Parakh Lo Nadaan

PhIr Gulestaan maIn KIsI Gul Se Mohabbat Kerna
Tere labon se haI rangat phoolon meIn, TerI aankhon se haI chamak sItaaron meIn, Tu jo muskuraake dekhle aasmaan ko, Chaand bhI sharmaake jhuk jaaye tere kadmon meIn,
khamosh lahjay maIn doost kabhI bola nahI kartay..
Darday Gham ko haar kIsI kay samnay khola nahI kartay

Mohabbat too mohabbat haI barII anmool hotI haI
Mohabbat ko kabhI tarazoo maIn tola nahI kartay

Uss kay khamosh rahanay per koI Ilzam nahI daay naa
Samandar too Samandar haI kabhI roya nahI kartay
Yeh bhI saach haI ke nahI koI rIshta tujh se...
JItnI umeedeIn haIn wabasta haIn tanhan tujh say....
Yeh alag baat tujhey toat ke chaha laykIn....
DIl bemaya naIn kuch bhI nahI chaha tujh say..!!
yeh bhI ma'' loom hay na aao gaey
muddaton se par IntIzaar wohI

merI wehshat ka rang bhI wesa
aur khaalI tera dIyaar wohI
Maa TanhIee koo Dost Bnaa Bethaa Hnoo
JIsaa Chataa Thaa Ysaa Gwana Bethaa Hno

Abb koI Is DIl Kee Faryaad Na Sunaaa
JIsaa Pukarta Thaa Is Gwana Bethaa Hno

Buss Mujaa AnII Moot Kee Tmna To na ThII
buss Kuhdd He Is Khale ko Khale Betha Hnoo
sub se yun mIlna k jesay dIl maIn koI dukh na ho,
mujh maIn ye khoobI haI sub khaamyon k bawajood
MerI chahat ka hIsab jo lagao gay,
To merI chahat ko bayhIsab pao gay,

MerI chahat hay panI k bulbulay jesI,
Zara sa thukrao gy to dhondtay reh jao ge
yeh mausam sabz patoon ka

sunahrI dhoop kIrnoon ka

hamIen kab raas aaya haI

hamarI zard aankhoon ne banjar khwab hI dekhey

keh apnI khwab aalood hastI maIn

aatab alood bastI maIn

koI khushboo na aanchal haI

koI jhonka na badal haI