kitne % bhartiyon ko lagta hy k salman khan

kitne % bhartiyon ko lagta hy k salman khan

Kitne % bhartiyon ko lagta hy k Salman Khan,
Katrina Kaif se Shadi Karega?
Ans: 10%
bcoz
.
.
.
.
.
Rest of the 90% wants to marry Katrina Kaif themselves =P ;->
  

May, 05 2010     175 chars (2 sms)     3395 views       Funny

more Funny SMS Messages

Load Sheding K Fawaid:

Genrator,UPS & Candle Walo Ko Rozgar Ki Frahmi


Cell Chrge Na Hone Se Balnc & Time Saving

Sabr Krny Ki Waja Se Janat Milne Ka Chance.


Translate into english.

"wo meri nawasi hai".

Pathan:
"She is my

Eighty Nine".



A mathmatical question!

36 + 30 + 38 =???


Ans?


104



no yar

once again

36 + 30 + 38 = Bhabi



confused???


Yar apni Sania bhabi. :-)}
Aap Q Pareshaan Hain...???


Kia Aap Ko Theek Terha Se Neend Nahi Aati...



Kia Raat Ko Sote Main
Jaag Jate Hain



Kia Raat Ko jaagne Ki Waja Se
Aap Ko Baar Baar Rona Bhi Parta Hai ???


Ab Mazeed Pareshaani Ki Zarurat Nahi



Kion K Hum Laaye Hain
Sirf Aap K Liye.....






PAMPERS Twin Pack
Ab Sirf 169 Rs/- Main


Chain Se Sona Khoob Barhna... ;->
Kute

Kamine

Ullu K Patthe
Nalaik
Bewaqoof
Bandar
Bhalu
Gadhe
Badmash
Lofar
Lafangeor
Dhokebaz
Ye sAb Log MiL Kr B HumAri DosTi Nhi Tor Sakte :->
Mere Sugar Se Mithay
Milk Se Goray
Aasman Se Oonchay
Samandar Se Gehre
Baraf Se Thanday
Aag Se Garam



Aur



Sab Se Be-Sharam Dost

Kabhi Tou Msg Kia Karo ;->
Insan ki success uski pehli girlfrend ki waja se hoti hai ..




or baki girlfrend uski success ki waja se hoti hain :p
Mama: Beta khaana Khaogay?

Beta: Nhi

Mama: Acha Mithae khaogay?

Beta: Nhi

Mama: Acha Icecream?

Beta: Nhi

Mama: Chocolate?

Beta: Nhi naaaaa

Mama: Baap pe gaya hai THAPPAR hee khayga.....
Police-Chor Se-" Wada Karo Aagey Se Kabhi Jeb Nahi Katoge !"



Chor-"Mai Wada Karta Hun Ab

Aagey Se Nahi

Balki Pichhe Se Jeb Katunga..
2000 Mai Bachay Parhtay Thy.

A for Apple
B for Banana
C for Cat
D for Dog


2009 Mai Parhty Hain:

A for Aata
B for Bijli
C for Cheeni
D for Dhamakey :-)
Husband to Wife: Main Tumhari Roz Roz ki Farmaishon Se
Tang Aa Gaya Hon.

Is liye Khud Khushi Karne Ja Raha Hon.

Wife: Acha Ek White Saari to Dila Den
Main Iddat K Dino Mai Pehnungi.
Girl n Boy were siting alone in d garden..

Girl-Do something which makes my heart beat faster..

Boy-Runaway ur father is coming!!!
:-D