Udas main tha sara sheher rone laga, AAj mera sanum ksi or ka hone laga, mera chain khony laga mjy DARD sa hone laga, JO MERA humdard tha yaroo woh ksi or ka hone laga, WAFA KA PAIKAR tha sanum mera, jany kiun bewafa hony laga
Tere firaaq ke lamhay shumaar kertay huay
Bikher gaye hain tera intazar kertay huay
Wo keh rahi thi samunder nahin hain aankhain hain
Main un main doob gaya aitabaar kertay huay