faqeer1 rupay ka s

faqeer1 rupay ka s


Faqeer-1 rupay ka
sawal hy Sahab !

Sahab-Aray kam as
kam meri auqat dkh kr
maang

Faqeer-10 rupay ka
sawal hy Sahab

Sahab-Abay, apni
auqaat dekh ker maang ;->
  

May, 06 2010     181 chars (2 sms)     2852 views       Funny

more Funny SMS Messages

Lub khamosh ho jate hai jab tum samne ate ho!
dil dhadkta hai jab nigahein milate ho!
saans ruk jati hai jab muskurate ho!
Heart patient hun
itna kyo darate ho?
Aik Admi Ne Apnay Dost Doctor Se Pocha.

''Tum Jis Mareez Ko Bhi Dekhtay Ho
Sub Se Pehlay Ye Hi Pochtay Ho
Ke Raat Ko Tumne Kia Khaya Tha ,
Is Ke Kia Waja Hai?''

Doctor Ne Muskura Ker Jawab Dia,
''Is Say Mareez Ki Mali Hasiat Kay
Baray Ka Pata Chalta Hai.


Kisi Unknown Number se Miss Call Ya Call Aaye to...

.
.
.
.
.

Receive Kar Lena,

Ho Sakta Hai,

Tumharay Kisi Jannay Waly Ne Apna No Change Kar Liya Ho. :-)
U
Know
Students
Ki
Kab
Eid
Hoti
Hai
















Jab Teachers Chutti Karty Hain
UnKi Gali Say Mera Janaza
nikla

Wo Na Nikla Jis K Liye
Janaza

UsKa Ghar Aya To Meray Dost CT Bajanay Lagay


Rakh K Mera
Janaza Kaminy UsKo
Patanay Lagay..;->

Ek aadmi raat ko 3 baje utha or, Tahajjud parhne k bad dua mangte waqt bola..

''mere Mola sab so rahe hain or mai teri ibadat kar raha hoon,

to saath wali charpai se Aawaz aai

''kamine tu apni dua maang humari kyun shikayat kar raha hai... ;->
Maa


Maaaa


Maaaaaa


Maaaaaaa


Maaaaaaaa


Maaaaaaaaa


Maaaaaaaaarch



What iz dis?


Stupid..!



This iz
"LONG MARCH"
Namashkar, yeh hamari faltoo SMS seva hai, is mein hum logon ko waqt-bewaqt tang karte hain. Is seva ka labh uthane ke liye shukriya, ab aap apna kaam kariye.
Funniest Fact ...

When You Re-arrange
Word

"ELECTION RESULTS"



It Would Become


"LIES - LET''S RECOUNT"
Kid: maa mujhe bhai chahiye.

Maa: Beta tmhare Abbu Dubai gae hue hain, woh ajaen phr sochengay..

Kid: Maa, Q na hum unhain Surprise dain...

Most interesting lines on T shirt of a girl,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Exuse me!
My face is above..... =P ;->



''''Happy Thappar Day''''

Today Is Thappar Day.
Jo B Is Time Ap K Sath Betha Hua Hai Usey Rakh K Thappar Marein. And Plz Forward Dis Msg As Much As U Can.