Aksar uddas rehta hoon
Shehr-e-tanhaee say
Koi qaafila
Teri simt jata nahi
Kon hay jo teri khabar day
Mujhay !
Anjaan rahon pay
Gaye waqt ki dhool kay siwa
Kuch nahi..........
shayad iss lye mai aksar udaas rehta hon
11. Nakami Ka Khouf Hi Nakami Ka Aaghaz Hai
12. Dua Yun Maango K Har Shay Khuda K Ikhtiyar Me Hai
13. Auron Ki Fikar Me Khud Ko Mat Bhool Jao,
14. Mayusi Mout Ka Dusra Naam Hai
15. Hamesha Naik Bannay Ki Koshish Karo Jis Tarah Haseen Bannay Ki Koshish Kartay Ho . . . /