1 Chota Munna Boht Der Se Ro Raha Tha
Uski Maa Ne Pocha
Melay Bachay Ko Ta Chaiye?
Tofy
Bikit
Chps?
Munna: Nhi Tuch Nhi
Bash Ait Nya Conekshn Taiye,Jong Ka
Ye 1 sacha wakia hy.ignore mat krna
Korangi me 1 lrke or lrki ne ghr se bhag k shadi ki.kuch dino bad do9 me larai hogai.1 din lrka,lrki ko mar rha tha.lrki ne bachne k lie churi uthai to wo lrke k lag gai or wo mar gya.lrki ghabra k apne ghr ja k so gai.usne khwab me dekha 1 baba keh rhe he.beta tere kpron pe to khoon k nishan hy tmhe to police pakr legi.lrki boli.baba ab me kya kron to baba ne kaha.
Sheikh Sb k betay ki shadi thi.. sub Mehman intizar kr rahe thy k kab sheikh sb khanay ka bolen gey.. Raat k 2 baj gaye to sheikh sb se bhi raha na gaya .. unho ne garamjoshi se kaha.. sub 4,4 ho ker beth jayen..sub mehman khush ho gay k khana khulney wala hy.. phir sheikh sb ne sub k agay Tash pattay rakh diye k khelo