Friend 2 pathan.
Yaar Aaj tumhara mobile bohat baj raha hai kheriyat to hey na.
.
.
Pathan:
O nahin yaara aaj ghalti sey main apni behan ka mobile ley aaya hu
Ali : Mama main bara hoke Pilot banonga
Mamma : Beta mujhay kaise pata chalega ke ye mere betay ka jahaz hai?
Ali : Guzarte waqt apnay gher per Gola phaink dia karonga.