Gaalib ne apni mashooka ko date par bulaya, Wo late aayi to ye sher sunaya ''Falak pe sitaron ko neend aa rahi hai, Dusri ka time ho gaya aur tu ab aa rahi hai''
Pagal khaney Main Bht
Sarey Pagal Naach Rahy
Thay. In me Sy 1 Pagal
Khamosh Betha Tha
Dr. Tm Khamosh Q
Bethe Ho?
Pagal Ny Kaha-Bewaquf
Me "Dulhan" Hon ;->
MATHAMETICAL POEM.Hum to na 3 me hain na 13 me,Hum se Q 5,7 karte ho,9,2,11 kar k hum ko,Chup k oron se bat karte ho,302 lage gi tum ko,Qatl ki wardat karte ho,420 hai vo jis k liy,Zulf lehra k rat karte ho..!