i pray tht any pers

i pray tht any pers
I Pray Tht
Any Person Who Tries
To Steal Our
Happiness

May His Hips Begins To
Itch Badly
&
His Arms Grow Shorter
So Tht He Can''''t Reach
His Hips To Scratch It ;->
  

May, 06 2010     179 chars (2 sms)     2324 views       Funny

more Funny SMS Messages


Please Is Number Se Aanay Wali Koi Call Recieve Na Karen.

For God Sake!

.
.
.
.
.
.
.

03216307893 (Sender Number)


Balkay Thori Ghairat Dikha Kar Khud Call Kar Len. :-)
sTuDeNt:MiSs aP nE kAL MuJhE caLL KyOn Ki tHi kYa KaM tHa MuJh Se?

TeAcHeR:Mai Ne To Koi CaLL NaHi Ki

StuDnT:tO pHir mErE mObiLe pE KyOn LiKhA ThA 1 MisS caLL


T H O U G H T Of The Day

Jis Tarah Yeh Sms Achanak Aap K Pass Agaya Hai,
Is Tarah Mout Bhe Achanak Askati Thee,,,

Agar Sms Ki Jaga Mout Ajati To Kia Is Waqt Aap ALLAH K Samney Hazir Hone K Lye Tayyar They?????

Zara Sochyey,,,

KUCH NAHI TO SIRF NAMAZ KI PABANDI KI NEYAT HE KARLAIN..
1 charsi dosre se
Abe tere ko pata hai
BHARAT
or
HINDUSTAN
men JUNG chir gai

Dosra charsi
abe shukar hai apna

INDIA
beech men nahi aya....;-)


Meri jhukki nazroon ko meri nafrat na samajh Faraz



Agar mujhe Khuda ka darr na hota to me bhi Imran Hashmi hota....


Pakistani m0vies Fl0p Q h0ti hYn?













Bec0z j0 Act0r Hain Wo Hak0mat Sanmbhal k Bethay hYn.
Definition Of GirlFriend . . .

Jo Har Baat Par Tumhain Tok-Tok Ker Pehle
Tumhari Saari Aadatain
Badal De
Aur Phir Saal Baad Bole
"Ab Tum Pehle Jese Nahi Rahe" ;->

Son : Padosi ki ladki ko english nahi ati

Father: Tujhe kese pata?


Son : "GIVE ME SWEET KISS"

kaha 2 thappad marti hai
Ye Mardam Shumari Ki service hai . ager ap larka hai to 1 sms . larki hain tu 2 Sms kare. Or ager Apka ka taluq Tesri Makhluq se hai tu koi Sms na kare
1 Larki Apni Friend K Ghar Jane Lagi To Maa Ne Kaha K Jab

Tak Sarak Se Gari Na Guzre To Sarak Par Mat Karna.Wo Apni Friend K

Ghar Jane Lagi To 30 Minuts Bad Wapis A Gayi.Maa Ne Kaha K

Itni Jaldi Kyun Aa Gayi He.Usne Kaha K Maa Sarak Se Koi Gari

Hi Nhi Guzri Is Liye Me Wapis Aa Gayi.
Arz Kiya Hai
Maathay Pr Lahu Sir Per Reit.

wah wah !







Maathe Per Lahu Sir Per Reit






Kion K Larki Ne Phool Mara Gamle Samait


Wah Wah Wah Kia Kehne. . . ;->

*** Dua ***
.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.***Aameen***

Dil mein maangi thi ... ;)