Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.
naraz ku ho hum se kis bat pe ho rothe acha chalo ye mana tum sache hum hi jhote
kab tak chupao ge tum?
hum se ho piyar kerte
gusse ka hai dikhawa dil mai ho hum pe marte
Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai
Is bechain khamoshi ki wajah kya hai
Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi
Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai…….