KOCH IS TARA WO MERI ZINDAGI ME AAYE KOCH IS TARA ME OSKI ZINDAGI BAN JAO KUCH IS TARA WO MERE SAAMNE AAJAE KUCH IS TARA ME OSKI MOHABBAT BAN JAO KUCH IS TARA WO MUJE APNA LEIN KUCH IS TARA ME OSKI ZINDAGI K KHUSHI BAN JAO KUCH IS TARA WO MUJE PANA CHAHE
Tujhay kia khabar teri yaad
Nay humein kaisay kaisay sata dia
Kabhi khalwaton mein hansa dia
Kabhi mehfilon mein rula dia
Teray ishq mein kabhi yun huwa
K namaz apni qaza hui
teri aarzoo ne kabhi mujhe meray pak rab se mila dia
To kya hua aj agr wo mere saath nai h! Me aj bi us se utni hi mohabbat krta hu ar is liye nhi ki koi aur nhi mili pr is liye ki us se mohabbat krne se fursat hi nhi miltii
ishq k bhi kuch adab hua kartay hain
khusk ankho mai bhi sailab hua kartay hain
har ek ro k dikhay zaruri to nahi
khushk ankho mai bhi sailab hua kartay hain
My heart, it speaks a thousand words
I feel eternal bliss
The roses pout their scarlet mouths
Like offering a kiss
No drop of rain, no glowing flame
Has ever been so pure
If being in love can feel like this
Then I''m in love for sure