Suah sweray utth ker,
naha dho ker,
acchay kapray pahan ker,
Fajjar Ki namaz ada kerne kay bad,
Allah ke hazoor jhuk ker,
girgra ker apne liye aqal mango.
aur Allah key hazoor yeh bhi arz kro kay
"Ya-Allah Paak Jab aap Ne Aqal Banti To Uss waqt main Kidhar Tha"
barsaat ke mausam main aap ka dil chahta ho ga,
barish main nahanay ka,
geet gungunanay ka,
paani main chhai chhappa chhai karne ka,
barsaat main sab frogs ka dil yehi karta hai.