Aap K Brain ki X-Ray

Aap K Brain ki X-Ray
Aap K Brain ki X-Ray Report aa gai hai.


10g Mitti

10g Kankar-Pathar

25 Type k Keere makorey,

5g Makri K JaaLey & 500g Bhoosa..



KamaaL hai...!!!



Mujhe Lagta tha K KhaLi hoga..!!
  

Jun, 14 2010     205 chars (2 sms)     2393 views       Insult

more Insult SMS Messages

Pata hai GABBAR ne thakur ke haath kyo kaate the...?


?

?


kyO?



SoCho?


Kyonki Thakur GABBAR ko SMS Nahi Karta Tha!!!
AB TERA KYA HOGA RE KALIYA.... :P
Ye BADAL

Ye BIJLI

Sirf Aap K Liye,


Ye HAWA

Ye MAUSAM

Sirf Ap K Liye,

8 Mahine Nahaye Nahi,

Ab 4 Mahine Ki Ye BAARISH...

Sirf Aap K Liye!
Arz kiya hai...
tuhaar chehraa moti samaan...
tuhaar chehraa moti samaan...
moti hamaar kutte ka naam.
kanjoos ki zindagi kya jeena...
kabhi humari tarah bhi jiya kero..
raat se mere sms parh ker sharm nai ati...
kabhi khu bhi sms kya kero....
Is dil ka kaha mano kaam kardo,

1 benaam si mohabbat meray naam kardo,

meri zaat pe faqt itna ehsaan kardo,



ghar say naha k nikloo,

Or puray ilaqay ko hairaan kar doo
Jab Kabhi kanjusi ka award diya jayega apka naam sab sey pehley liya jayega. ghalti sey bhi ab sms na kerdena varna award haath sey niqal jayega!!
Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo
Kya aap jaante hain k dunya mai sab se intelligent kon hai???
.
.
.
.
.
.
.
.
zahir hai aap
.
.
.
.
.
.
.
to ho nai sakte
.
.
.
.
.
.
.
to phir
.
.
.
.
.
.
.
MAI HUN
Yaar aaj ka din bada fuddu hai....

Fuddu se yaad aaya

Kaisa hai tu..!!
Adhuray hain!

Baadal
Bin Barish

Chaand
Bin Chandni

Suraj
Bin Roshni

Phool
Bin Khushbu

Dil
Bin Dharkan

Shama
Bin Parwana

Or

Or

Tum Bin
Zoo Ki Ronaq... :P
Vodafone walon ka kutta aaj subah hi chal basa,
aur ab woh bandar se ad karvana chahte hain!
Tujhe meri dosti kasam



tuuuuu nahi jayega!
Teri yAad se 1 Lamha nahi hai khali
Tu phool hai GARDEN ka hum uske hain maali.
Tumhe chaye ka shoq hai aur hum hain pyali.
Tu paer hai khajur ka main hon daali.
Dekha kitni mohabbat hai puri nazam banali
Mujhe malum hai apki koi to majburi hogi
Jo aap ne itne kam peson mein Apni Izzat LOotwali............ ;->