tanha dekh k mjhse faraz ne kaha.. apka doston ne apko bhula dya hoga... mene muskra k jawab diya.... wo beawafa nai tharki hain kisi larki ka number hath agaya hoga........
''kabi to hamari gali aao,,,
thora sa sharmao,,,,,,
aur muskrao,,
apni ankhon se zulfen uthao,,
hamary ghr ki bell bajao,,,
aur,,,
awaz lagao,,,
kachra de doooooooooooo,,,,''
wife:Suniye zara aap kitchen se garam masala le kar aaien
Husband:magar yahan to nahi ha
Wife:mujha pata tha apko nahin mila ge is liya main pehle ley aai thi