MANAO EID BAHARAY

MANAO EID BAHARAY
MANAO EID BAHARAY CHAMAN KO YAAD KARO,
PAYAMAY SHOK KAY IK IK SUKHAN KO YAAD KARO,
HUJUMAY SHOK SE FURSAT MILAY TO EHLAY WATAN,
WATAN SE DOR KISI BE WATAN KO YAAD KARO.
  

Jun, 18 2010     172 chars (2 sms)     2399 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

deepak mein agar noor na hota

tanha dil youn majboor na hota

mein app ko
"EID MUBARAK"
kehne zaroor ata

agar app ka ghar itna door na hota
"EID MUBARAK"
Woh Janwaron Ki Khushbu,
Woh Gobar Ki Badbu,

Woh Sardi Main Mandi Jana,
Aur Janwaron K Sath Latak Kar Wapas Aana,

Woh Pinduon K Nakhray,
Aur Hamara Satana,

DIL Pasand K Bachhray,
Lasani Ki Bachhriyan,

Mubarak Ho Aapko EID Ki Khushiyan,
In Advance. :-)
I wish you ALL a very happy and peaceful Eid. May Allah accept
your good deeds, forgive your transgressions and ease the
suffering of all peoples around the globe.Eid Mubarik
*** * CHAND RAAT * *** Mubarak !! Wishing U Kuch Katti Kuch Meethi Kuch Chatpati Kuch Chulbuli Khushion Se Bhari EID MUBARAK ...
,^ ^,
('', '') \''_''_''_'')~
| | | |
Ye Lo
Bakra
Eid tak isay khilana
Pilana
Roz sham ko sair krwna pr Eid pe wapis kr dena
Maine b Qurbani krni hy
Udhar se chand tum dekho

idhar se chand hum dekhen

nigahon ka tasadum ho


dono ki EID ho jay!
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layeinge
Rakhna Sambhal k tum chand khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manaeinge!
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye
Is bahane se Eid ho jaye
Eid milne jo Aap aajayein
Meri b Eid, Eid ho jaye
Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo
IS KI BAATON MAIN USKI YAADON MAIN,
KAHIN MERA AKS BHI TO JHILMILATA HOGA,
LAKH MASROOF REHTA HOGA APNE KAMON MAIN,
WOH EID KA TEHWAAR TO MANATA HOGA.
Sawere Sawere ho Khushyo ka Mela

Na logo ki Parwah Na Dunya ka Jhamela

Panchiyo k Sangeet ho Or Mosam Albela

Mubarak ho Aapko EID ka Sawera! :)
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARIK ho EID.