Taxi mai bethe huye Passenger ne driver se kaha: Mujhe Taxi mai bethne par Eik he bat ki fikar hoti hai woh hain Brakes..
Driver: Apko ghabrane ki zroorat nahi, is mai brakes hain hi nahi..
sardar ka RADIO kharab ho gaya, usne khol k dekha to andar ek mara huwa CHUHA mila. Yeh deekh kar sardar gussy se bola!
Chalega kese? Sala singer hi mar gaya..!