CHAHTON main giley

CHAHTON main giley
CHAHTON main giley nahi hotey,
ishq main zabtey nahi hotey,
yad kartey hain dil hi dil main tujy,
apne dil main diye jalao"k"ab
ra$ton main diye nahi hotey,
kA$H! hum tum miley nahi hotey.
meri Qismat wo ban tu jaye magr...
Aaj kal mojzay nahi hotay....!
  

Jun, 18 2010     262 chars (2 sms)     2565 views       Break Up

more Break Up SMS Messages

CHAHTON main giley nahi hotey,
ishq main zabtey nahi hotey,
yad kartey hain dil hi dil main tujy,
apne dil main diye jalao"k"ab
ra$ton main diye nahi hotey,
kA$H! hum tum miley nahi hotey.
meri Qismat wo ban tu jaye magr...
Aaj kal mojzay nahi hotay....!
Ae Chashm-e-yaar ab na yaad, na nafrat, na ehsaas....!!
Kya hm kisi salook kay kaabil nai rahey....!!
Zubaa khamosh dil gumsum magar ye aankh nam kyon hai,
jo apne hi na ho sake unhe khone ka kya gam hain.
wo muj say besabab uljha nahe tha,
wo pahlay tou kabi aisa nahe tha,
bohat aala tha us ka zarf laken,
wo meri zaat ko samja nahe tha,
wo wo jis berukhi say chal diya tha,
man itna b gea guzra nahe tha,
usay main kiun bura thehraon yaro,
wo acha tha faqat mera nahe tha.......
BHULAYA NA JAA $AKA

Palkon pe aan$o"on ko $ajaya na jaa $aka
u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka
zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka
jab teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood
aankhon main aan$o"on ko chupaya na jaa $aka
kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain
jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka
ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho
hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka
woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka.....
Ab Aan$uon Ko Aankhon Mein $ajaana Hoga
Charaagh Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga
Na $amajhna Keh Tum$e Bicharh Ke Khu$h Hain
Humein Logon Ki Khaatir Mu$kuraana Hoga
Phir $haam Dhal Gayi Tum Aaye Na Aaj Bhi Dil Ko Aaj Phir Umeedon $e Behlaana Hoga
Waada Khilaafi Kar Ke Mu$kurate Hain Aap Dekhna Ek Din $anam Aapko Pachtaana Hoga Lahoo $e Apne Kafan Pe Tera Naam Likh Jaaunga Thaam Ke Haath Mein Phool Tumko Aana Hoga
Abhi $e Na Kijiye TaQaaz-E-Ma$roofiyat Ke Aap Abhi Uthna Hai Janaaza Kaandha Tu Dena Hoga
Muddaton Kiya Hai Tera Intezaar Aye $anam Umr Kat Chuki Ab Tu sajid Tujhe Jaana Hoga.....
Ek Toote Huwe Dil Ki Aawaaj Mujhe Kahiye
Sur Jismein Hai Sab Ghum Ke Woh Saaz Mujhe Kahiye
Main Kon Hoon Aur Kyaa Hoon Kiske Liye zindaa Hoon
Main Khud Bhi Nahi Samajhi Woh Raaz Mujhe Kahiye
Its Sincerity ...

In Any Relationship Responsible For Stronger Bonding

And

More Responsible To "Break Heart"
Arz kiya hai...

"Ek Bewafa ko Na aye Hamari Wafa Ka Yaqeen"


"Ek Bewafa ko Na aye Hamari Wafa Ka Yaqeen"

Humne kaha Hum Mar Jayengy,,

Aur Uss Ne kaha..

"Ameen"
Zindagi teri rah main $hab-e-Arzo Teri Chah May
Jo ojar gaya wo ba$a nahi jo bichar gaya wo Mila Nahi
Jo dil-o-nazar ka $uroor tha meray paa$ reh kay bhi Door Tha
Wahi aik gulaab umeed ka meri $hakh-e- jaan Pay Khila Nahi
Waqt Mily T0h Hmein
Yad Ker Lena Pal Pal
Na Sahi Din
Main EIk Baar Yaad
Kar Lena
D0st H0nge Aap Key
Hazar Per Hm
Eik Hain Itna
Yaad Ker Lena.
Janaza Mera Uth Raha Tha,

Phir B Takleef Thi Unko Aanay Mai,

Bewafa Masjid Mai Baithay Poch Rahay Thay,

Aur kitni Dair Hai khanay Mai.