Unho ne dekha

Unho ne dekha
Unho ne dekha aur "AAN$OO" gir pare,
bhari bar$at main jai$ay phool bikhar pare,
dukh woh nahi k unho nay alwida kaha,
dukh tu ye hai k u$ k baad wo khud ro pare.....
  

Jun, 18 2010     170 chars (2 sms)     2480 views       Break Up

more Break Up SMS Messages

aan$ooun ki wadi main
dil nazuk rehtay hain
jo choot kha kar bhi
kuch kar nahi patay hain
in aan$ooun ki wadi main
dheeray $ay chalnay
yahan kaii dil hain
jo toot gatay hain
in ma$oom dilloun ko
jab rah na millay
aff$urda $i niggahon $ay
ha$srat main gungonatay hain
in dukhi dilloun ko
koi dukh na dayna
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan khammo$h rehna
prinday bhi rootay hain
aur chup chaap $ay rehtay hain
phool jo khiltay hain
murgha $ay gatay hain
har chahra yahan pay
ghamzada $a hai
har aankh yahan pay
$oogi hoi hai
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan tum na aana
yahan weeran dil ba$tay hain
yahan tum na ba$na.....
The only thing worse than being alone, is being with you.
na jany samandar ki leher kinary se
tukra kar wapis kyu ajatai ha
samjh mai nahi aaata k wo kinary se
bewafai karti ha ya lot kar samndar se
Arz kiya hai...

"Ek Bewafa ko Na aye Hamari Wafa Ka Yaqeen"


"Ek Bewafa ko Na aye Hamari Wafa Ka Yaqeen"

Humne kaha Hum Mar Jayengy,,

Aur Uss Ne kaha..

"Ameen"
Chup ho kis wajah se humein maloom nahin magar,
.
.
Dil doob sa jata hai jab tum yaad nahi karte agar.
Baat Be Baat


log kehte hain
bat be bat kion tumhari ankhoon main
dhund $i chane lagti he
bat be bat kion
tumhare chehre par mo$ame $arma ki
ouda$ian chane lagti hain
bat be bat kion
tumhare huont ki$i unkahe af$ane ko
bayan karne ki ko$hi$h main larazne lagte hain
bat be bat kion
tumhari palkoon par $itare camakne lagte hain
log kia janain jana
bat be bat
tum yad ate ho.....
Chhoor kar sahil-e-hayat chala ab safina mera kahiein thahry
zahar peena mera muqadar hay aur tere hoont dil-nasheen thahry
kis tarah tere aastaan pe rukoon jab na paoon taly zameen thahry
Mein tera shahar chhoor jaoon ga...

Mujh ko itana zaroor kehna hay waqt-e-rukhsat salaam say pehly..
toor loon rishta-e-nazar mein bhi tu utar aye baam say pehly
ye meri jaan mera vaada hay kal kisi waqt sham say pehly..
Mein tera shahar chhoor jaoon ga.........
I"m sure you"ve met my new girlfriend, she"s been your best
friend for 8 years.
You"re right, I am a lying whore. I lied, size DOES matters.
Un $e door jane ka irada na tha,
$ada $ath rehne ka bhi wada na tha,
woh yaad na karenge yeh jante they hun,
par itni jaldi bhool jaynge ANDAZA na tha...
Kyu Yeh Dard Jaata Nahi!

"Kyu Yeh Dard Jaata Nahi,
Kyu Yeh Kisi Ko Yaad Aata Nahi,
Kehne Ko To Yeh Dard Meetha Hota Hain,
Phir Kyu Dil Se Yeh Saha Jata Nahi.
Have I told you latley how much I am in love with you??? No??
Think about it, have a great life...