Palkon pe aan$o"on ko $ajaya na jaa $aka
u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka
zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka
jab teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood
aankhon main aan$o"on ko chupaya na jaa $aka
kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain
jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka
ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho
hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka
woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka.....
Ek Toote Huwe Dil Ki Aawaaj Mujhe Kahiye
Sur Jismein Hai Sab Ghum Ke Woh Saaz Mujhe Kahiye
Main Kon Hoon Aur Kyaa Hoon Kiske Liye zindaa Hoon
Main Khud Bhi Nahi Samajhi Woh Raaz Mujhe Kahiye
Khud ko khud se ham kalam kar k dekhna,
kitna mushkli haiye kam ker k dekhna,
kis kadar uddas guzarti hain meri shamien,
yaad kisi ko kisi shaam kar k dekhna
dil k zakham koun say chupana parha,,,
palkain bheegi thin par phir b muskurana parha,,,
kaisay ultay hain muhabbat k ye riwaj,,,
ruthan chahtay thay par un ko manana parha.....