Surkh ankhon say wo jab hamein dekhtein hain
Hum gharbra kar ankhein jhuka letay hain
Kaun milay un ankhon say ankhein
Suna hai who ankhon sa apna bana letay hain
Zindagi K Kisi Lamhe Main Jab Suraj Ki Roshni Kam Parne Lage Tou Ghabrana Nahi
Yaad Rakhna K
Zameen K Kisi Goshey Man 2 Haatha Aap K Liye Dua Maang Rahe Hain . . .