youn hium ko satany ki zarorat kia thi

youn hium ko satany ki zarorat kia thi
youn hium ko satany ki zarorat kia thi
dil mera toor k jany ki zarorat kia thi

jo nahi tha ishq to keh diya hota
humein youn aazmaney ki zarorat kia thi

maloom tha gehray khuwab toot jayn gay
neend mein a kar jagany ki zaroorat kia thi

maan loon ager ye yak tarfa mohaabat thi
mujhe dekh kr pher muskarany ki zaroorat kia thi

jo hum na thy tumhary qabil-e- nazer
tu muj ko mohabat sikha kr thoker laganey ki zaroorat kia thi
  

Oct, 01 2011     429 chars (3 sms)     2476 views       Sad

more Sad SMS Messages

Us Ajnabi Ka Youn Na Intezaar Karo,

Is Aashiq Dil Ka Na Aitbar Karo,

Roz Nikla Karen Kisi Ke Yaad Mein Aansoo,

Itna Kabhi Na Kisi Se Pyaar Kia Karo,
*. . .Ajeeb rishtay hein ye chahtoon k beech,

wAs!

Koi kisi ka sab kuch hai aur
koi Kisi ka
'KUCH B Nh. . .*
Bulaoon ga na miloon ga na khat likhoon ga tujhe,
Teri khushi kay lia khud ko ya saza dun ga ..
Sad Sms
MANZILAIN BHI US KI THEIN RASTA BHI US KA THA.. AIK MAIN AKELA THA
QAFLA BHI US KA THA.. SATH SATH CHALNE KI SOCH BHI US KI THI.. RASTA
BADALNE KA FAISLA BHI US KA THA.. AAJ KYUN AKELA HOON DIL SAWAL KARTA
HAI.. LOG TU US KE THAY KIA KHUDA BHI US KA THA
Beginnings are scary.
Endings are usually sad,
but it’s the middle
that counts the most.
Wahi Ranjshein,Wahi Hasrtein
Na hi Dard-E-Dil Mein Kami Hui

Hai Ajeeb See Meri Zindagi
Na Guzar Saki,Na Khatam Hui
DECEMBER

*Sunehri Shamein,
Thatharti Ratein,
Mehekti Coffee,
Woh Bheeni Khushboo,

Khamosh Kamra,
Aatish Daan Sulaghta,
Mein Aur,
Teri Yaadon Ki Khushboo,

Haan Yehi DECEMBER Hai.
Janat Ki Aarzu Main
Kahan Ja Rahe Hyn Log

Janat Tou Karbala Main
Khareedi HUSSAIN Ny

Dunya-o-Aakhrat Main
Jo Rehna Ho Chain Sy

Jeena ALI Sy Seekho
Marna HUSSAIN Sy
Tumhari bat lambi
Hay.
Daleelain hain
Bahanay hain


Hmari bat itni hy
K
Hmari zindge tm hu.
No One Can Understand The Cry,
The Tears In SomeOne's Eye....
Until Or Unless They Have Tears
In Their Own Eyes
kitny anmool hoty hain ya mohabbt k risty b
taluq toot b jaye tu chahat pher b rehti hai
kiya likhon tery naam sajan
tuje sochon subho sham sajan
tm neeli jheel ka pani ho
mohobbat ki ek kahani ho
tm pyar ka meethe bol ho
tm hr ek se anmol ho
tm aasman ka badal ho
tm mari aankh ka kaajal ho
tm mere mann ki jeet ho
mere labon ka geet ho
tm chaman me khilta gulaab ho
chahat se likhi kitaab ho
tm mere liye mere sanam ho
jo toot na sake wo kasam ho
kiya likhon tery nam sajan
tumhe sochoun subho shaam sajan