tu nay mujh say poocha hay, kay mein kesay rehta hon yeh jo jalta dard sa hay, kesay usko sehta hon sham dhalay dehleez pay bethay, kya tujhko ab bhi sochta hon jab yad bikharnay lagti hay aur sans attuknay lagti hay jab sooraj gumm ho jata hay aur chand bhi jalnay lagta hay tu khud say poochnay lagta hon yeh mein kesay rehta hon, dard ko kesay sehta hon. mein kuch easay rehta hon
mEin bataOn kia mujhE kia milaY mujhE sabr hi ka sila milaY. . . kisi aadahi ki rida milaY kisi dard hi ka sila milaY. . . kisi ghum ki dil mEin jagah milaY jO mEra hai wOh mujhE aa milaY. . . rahaY chaand u hi mEra jahan. . . k yakeen mEIn badlaY mEra ghumaan. . .
Manzil bhi us ki thi,Rasta bhi us ka tha Ik mein akela tha,Kafila bhi us ka tha Sath sath chalny ki soch bhi us ki the, Phir rasta badalny ka faisla bhi us ka tha Aaj ku akela hoon,Dil sawal karta hai Log to us k thy,Kia khuda bhi us ka tha,