pyar

pyar
kitny ghuroor sy ulajtye ho mairy sath: meri jaan...................... tumhain maloom b hai mery paas koi aur nahi tery siwa
  

Aug, 04 2012     125 chars (1 sms)     2947 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Teray baad na aaye ga meri zindagi ma koi aur Faraz
Ek mot hai k jis ki hum Qasam nahi detay…
Hum to aaghaz-e-muhabbat me lut gaye hay faraz

log kehte hay k anjam bura hota hai
mahmood o ayaz na akati pari namaz

aur to jootay utha ka bhag aaya faraz
lazim sa mujh pe ho gaya paon ko choomna
Faraz
Us ne kaha jo mujh se k kaanta nikaal do..



“Her Dharktey Pather Ko Dil Samjh Letey Ho
“FaRaZ”
Umer Beet Jaty Dil Ko Dil BnANey Men
pichly baras tha khoof tujhe kho na doon kahin

ab k baras ye dua hai tera samna na ho
kal tak jo kehtay thay k ronaq-e-mehfil tujh se hy"faraz"

aaj wohi mujh se ulajhte hain k tu mehfil me na aaya kar.
Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha

".....Faraz....."
Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha

".....Faraz....."

Wohi husan, wohi ghuroor,

or wohi doori..."
main KHUDA ki nazron may kesay na gunahgar hota Faraz
k ab to sajdon main bhi wo yaad aany laga...
Ye RAZ kon jane kiska kasoor tha

Tota wohi sahara jis pe Ghuroor tha

Usey ha Ghuroor k wo ksi or ka hy

FARAZ

Hmein hy NAZ k wo kbi hmara zaror tha
Badsahi agar mil jati kch dino ki FARAz..........

is shehr me teri tasweer k sikke bitha daite.........


Muhabbat may hum ne kya kuch nahi luta diya ,,faraz,,


unhe pasand the roshni aur hum ne khud ko jala diya....