Socho
U.S.A jis se Darta Hay
Un sab K Aakhir May
(N)
Aata hay
Quran,
Taliban,
Pakistan,
Iran,
Usama bin ladin,
Afghanistan,
Wazirstan
Cheen
Pathan
&
Khalid Jan
''1 Pathan apna rishta dekhnay gaya
ghr walo ne kaha dono ko akela chor do
Pathan girl se: Baji ap log kitnay bahan bhai hen
Larki gusy se pahly 5 thy ab 6 hein.''
''Manzil ki taraf badte chalo. Jo Dil kahe usi raah ko chuno. Peeche walo ko aage na aane do aur jo aage hain unse aage niklo. Tabhi ek achhe TRUCK DRIVER banoge!''
Darya-e-Ravi main pani ka level khatre k nishaan se opper chala gaya hai, par tension ki koi baat nahi hai Army ki rescue team ne khatre ka nishaan aur opper kardia hai.