ferrari ki sawari

ferrari ki sawari
Boy : Wts ur name?
Girl : Q btaon main tmhe nhi janti
Boy : Na btao main kon sa tumhe apni ferrari me btha rha hun
Girl : Shazia B.Com part-1, wo samne wali gali me teesre makan me rhti hun mjhay red color pasand he khanay me biryani pasand he....
  

Aug, 07 2013     247 chars (2 sms)     3134 views       Funny

more Funny SMS Messages

ORIGINAL DON:
DON ka intizar to 11 town k nazim kar rahy hain

magar DON se GATAR khulwana mushkil he nai namumkin b hai

Q K


DoN is waqt sms parh raha hai,


Teacher:
sabaq phir parh0 Sadaqat ka Amanat ka Shujaat ka

pathan:
lo kar lo bat!
Apna yad hota nhi or sadaqat amanat aur shujaat ka bhi parhen.


Sikh: Ghar ma Mera hi Hukam chlta hy
Ma Kehta hon, garm pani ly aao, wo le aati hy,

Dost: Garam pani Q?
Sikh: Garam pani ma hi Bartan Achay Dhultay hain:-)
Khaansi Ka Elaaj

Balghum Nikaley Bagher Nahi Ho sakta

Balghum Se Nijaat k Liye

Subha Shaam

7 Baar

Khyber

Pukkhtoon Khwaaah

Pukkhtoon Khwaaaah

Bole''n

Balghum Nikla Jaye Ga . . . =P ;)
Kia aap k0 pata hay ??


B00ks samnay rakh kar b na perh panay wali bemari ka nam kia hay ??



.


.


.


.


.


.


.


"BE-GAIRTI'''':-):-o


Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.

Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
Tmhain Mlny Ko DiL Kar Raha Hy . . !


Translate It Into English . . . !







My Heart Is"Doing"To Meet U...=P;->
Teacher:woh dekho udhar sunder ladki khadi hai.
Isko PUNJABI me translate karo.
student:woh dekho saalo TODI BHABHI KHADI HAI
A KISS ...

Can Be A Comma (,)
A Question Mark (?)
Or
An Exclamation Point (!) ...

That''s Basic Spelling
That Every Woman
Ought To Know ... ;->
Farishta Murday Say: Main Hisaab Lainay Aaya Hun
Murda: Ayay Ho Mere Zindagi Mein Tum Bahar Bun K
Farishta: Hisaab Shoru
Murda: Pocho Zara Pocho Mujhay Keya Huwa Hai
Farishta: Allah Ko Yaad Kiya
Murda: Kabhi Bhoola Kabhi Yaad Kiya
Farishta: Kiya Tum Allah Say Dartay Ho
Murda: Pyar Keya To Darna Kiya
Farishta: Main Ja Raha Hun
Murda: Akailay Na Jana Mujhay Chor K Tum...
Farishta: Tum Cheez Keya Ho?
Murda: Main Cheez Bari Hon Mast Mast... ;->
Teacher:
ITFAQ Ko Jumle Main Istamal Kro...,



Student:
Mere ABU & AMI
Ke "SHADI" ITFAQ Se Aik He
Din Hvi...... :-D
''Ho mera kam in fakiron ko sms karna,

In kanjoso garibon ka inbox bharna,

Mera ALLAH inhe bhi abshram ajay,

Ye sms parhte hi inka bhi sms ajae……