Dinodin badhta jaye apka karobar, pariwar me bana rahe sneh aur pyar, hoti rahe sada apar dhanki bochar, aisa ho apka DHANTERAS ka tyohar. HAPPY DHANTERAS
Dali ne dali par nazar dali, kisi ne is par dali, kisi ne
uspar dali, hum ne jis par nazar dali, uske baap ne uski
shaadi kahin aur kar dali. Happy Diwali
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye...