Ya Allah is election mei “sher” ko pinjray mei rakhna, “cycle” ko raaste mei rakhna, “Kitab” ko bastay mei rakhna, “Teer” ko kaman mei rakhna, “Tarazu” ko dukan mei rakhna, “Patang” ko asman mei rakhna, Hum ko apni Hifz-o-Aman mei rakhna, aur Sirf “Bat” ko Meidan mei rakhna. Vote 4 Pakistan Thereeq Insaf Tabdele lae …
"Dard-e-bhutto"
"Dard-e-bhutto"
Wo hasina wo nilam pari,,
hui thi wo election main khari,,
na jane kahan se goli chal pari,,
hamare lia ho gayi mushkil khari,,
Dil main hay mere
""Dard-e-Bhutto""
""Dard-e-Bhutto""
Lamha lamha waqt guzar jaye ga… Roh ka jism se rishta toot jaye ga… Abhi waqt hai 2,4 sms kar do kal kya pata Nawaz Shareef 1 sms pr kitna text lgaye ga…
Judges, Aur Qadeer Khan Sahib ka masla hal karna achchee baat hai,laikin hamari soch iss sey bard kar honee chahiye, Kaheen aisa to naheen k hum kissi aur Musharaf ko Dawat dey Rahey hein... Musharaf sey jo Ghunah huye wo to apni jagah laikin meri yeh tajweez hai k "Khudara iss Mulk ko Sahi Manoon mein Islami Bananein k Liye aisey Steps uthayein k jin sey phir koi Musharaf sir na utha sakey"
Kindly think and do your best as you can. Allah Bless you All.