Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
1st Sardar:
Yaar Koi Aisa Karobaar Bata Jis Men Zyada Munaafa Ho?
.
.
2nd Sardar:
Aisa Kar Sardiyon Men Sasti Baraf Le Kar Garmiyon Men Baich Dey.. :-)