Ahmad Faraz Ki Ghazlen Thi Bohot Aala,
Zara Ghor Farmaiye Ga,
Ahmad Faraz Ki Ghazlen Thi Bohot Aala;
.
.
.
.
.
.
Par Kya Faida Jab PAPPU CAN''T DANCE SALA.
Sherni Nay Sher Se Kha Ass Barr Chand Sa Beta Peyda Ho Ga ..
Sher Nay Gussy Mian Kha ..
Khabdar Chand Sa Beta Howa...
Bulkul Sher Ki Tarhan Hona Chaiye..
4 Log badnaseeb hain.>
(1)who jo Maa Baap ki qadar na kare .
(2)who jo ustad ki qadar na kare
(3)who jo waqt ki qadar na kare
(4)who jo mere SMS ki qadar na kare,