shaadiyan unki bhi ho gayin

shaadiyan unki bhi ho gayin
Shaadiyan Unki Bhi Ho Gayin

Jin ko Na Tha Aql-o-Shaoor



FARAZ.



Apna to Ye Saal Bhi Guzar Gaya

Zikr-e-Nikah Karte Karte. :-)
  

May, 03 2010     143 chars (1 sms)     2215 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.

use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..
uss k honto ko chuwa to ehsas howa faraz.

k pyas faqat paani sy hi nhai bujhti...
maan jao tumhain b koi acha lagta tha

faraz

main ny dekha hy tumhain aksar roty hue..

har kisi ko meri tarhan rehm dil mat samjhna faraz;

kuch log sinny me pathar bi rakhte han,
rat aksar hum se ye sawal krti hai

faraz...

k kon hai tere dil main jo tujhy sone nai deta..
Main Khuda Ki Nazron Main Bhi Gunahgaar Hota Hoon Faraz

.
.
.

K Jab Sajdon Main Bhi Wo Shakhs Mujhe Yaad Aata Hai.
''Sapurd-e-Khaak Kar
Dala Teri Aankho''n Ki
Masti Ny FARAZ ...''

''Hazaro''n Saal g Letey
Agar Tera Deedar Na
Hota ...''
Hum ne Apne Liye Ambulance ka Bandobast Kar liya hai FARAZ...



!

!

!

Suna hai 2ND Year ka Result Aanay Wala hai. :-(
Ye mat samjhna k tum bin bht tanha ho faraz

Aj b meray pas hai tanhai, ansu aur yadein
Pehle us ne
F
Kaha

Phir us ne
A
Kaha

Phir us ne
R
Kaha

Phir usne
A
Kaha

Phir usne
Z
Kaha
.

.


.

.

.
Is terha zalim ne FARAZ k tukre tukre ker diye.. ;->
Me Apne AP Se Barh Ker Kis Ko Chahon FARAZ......./



Mujh Pe Khatam Hai Kisa Meri Mohabba Ka......//
Kon karta hy wafaon k taqazy Tum sy faraz,


Hum to ik jhooti tasalli k talabgar hain bus...